musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - MUD MUD KE NA DEKH - ASHA BHOSLE - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Mud Mud Ke Na Dekh letra


Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke

Aaye gaye manzilon ke nishaan
Lehraa ke jhooman jhuka aasmaan
Lejin rukega na yeh karwaan
Aaye gaye manzilon ke nishaan
Lehraa ke jhooman jhuka aasmaan
Lejin rukega na yeh karwaan
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke

Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke

Nainon se naina jo mila ke dekhe
Mausam ke saath muskura ke dekhe
Duniya usi ki hai jo aage dekhe
Nainon se naina jo mila ke dekhe
Mausam ke saath muskura ke dekhe
Duniya usi ki hai jo aage dekhe
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke

Duniya ke saath jo badalta jaaye
Jo iske saanche mein hi dhalta jaaye
Duniya usi ki hain jo chalta jaaye
Duniya ke saath jo badalta jaaye
Jo iske saanche mein hi dhalta jaaye
Duniya usi ki hain jo chalta jaaye
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Mud mud ke na dekh mud mud ke
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Zindagaani ke safar mein tu akela hi nahi hain
Ham bhi tere hamsafar hain
Mud mud ke na dekh mud mud ke

Asha Bhosle - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br